Monday, October 12, 2009

tere kaanton se bhi pyaar tere phoolon se bhi pyaar ..



tere kaanton se bhi pyaar tere phoolon se bhi pyaar
फिल्म नास्तिक,तेरे काँटों से भी प्यार तेरे फूलों से भी प्यार..
very sweet song with great sense of the human spirit.
Singer : Lata Mangeshkar
Music : Chitalkar Ramchandra
Lyrics : Kavi Pradeep
Movie : Nastik 1954
Nalini Jaywant ji ki chashm -e -nargisi aankhon ke liye ..
teri aankhon mein puri kaynat asiri hai,
banda parwar hai rehmo wafa ke siwa..mk
Cast :Nalini Jaywant and Ajit
Director : I.S.Johar a barrister and film actor
दाता किसी भी दिशा में ले चल, ज़िन्दगी की नाव..
ले चल ज़िन्दगी की नाव
चाहें हमें लगा दे पार, डूबा दे चाहें हमें मंझधार
जो भी देना चाहें दे दे करतार
दुनियां के तारण हार ....
Lyrics :-
AMRIT AUR ZAHAR DONON HAIN SAGAAR MEN EK SAATH
MANTHAN KA ADHIKAAR HAI SAB NKO,PHAL PRABHU TERE HAATH..

tere phoolon se bhi pyaar
tere kaanton se bhi pyaar
jo bhi dena chaahe de de karataar
duniya ke taaran haar
tere phoolon se bhi pyaar............

chaahe sukh de yaa dukh, chaahe khushi de yaa gham \-2
maalik jaise bhi rakhega vaise, rah lenge ham
maalik rah lenge ham
chaahe hansi bhara sansaar de, yaa aansuon ki dhaar
jo bhi dena chaahe de de karataar
duniya ke taaran haar
tere phoolon se bhi pyaar............

ham ko donon hain pasand, teri dhoop aur chhaanv \-2
daata kisi bhi disha men le chal, zindagi ki naav
le chal zindagi ki naav
chaahe hamen laga de paar, dooba de chaahe hamen manjhadhaar
jo bhi dena chaahe de de karataar
duniya ke taaran haar
tere phoolon se bhi pyaar............
Category: People & Blogs

Tags: nastik ajit chitalkar ramchandra mastkalandr kavi pradip tere phoolon se pyar nalini jaywant kanton bhi pyaar lata mangeshkar johar nastik 1954

No comments:

Post a Comment